Monday, 4 July 2011


Ya-Majid(Buzurgi Wala):- Kufar-o-Mushrkeen par dhak bithane k liye ya zalim ko maroob krne k liye be had mujrib hy, Ya-Majid ki wird se hal tari ho ga aur noor-e-irfan b hasil ho ga-

Ya-Wahid(Yakta):- Olad salh k liye hay, is ka taviz bana kr galy mi daly, agar tanhai mi dar lagta ho tou is ko parta rhey dil se khof jata rhe ga dil me qowat aur himmat paida ho ge-

Ya-Ahad(Akela):- Is ki tilawat se b wahshit door ho ge,Allah Tala ki mada hasil ho ge,

Ya-Samad(Be Niaz):- Zalim se nijat,bhook se hifazat, makhlooq se be parwa hone k liye sidiqyun mi shmooliat k liye Nimaz-e-Fajar k bad 111 martaba parha jayei-


Ya-Qadir(Taqat Wala):- Dushmin ko zaleel-o-riswa krna maqsood ho tou wazu k doran is ka wird krta rhey phir 2 rakat takhtia al wazu k baad 100 martaba parh kr dushmin ka tasawar kr k is ki taraf dam kary forran asar ho ga-

No comments:

Post a Comment