Wednesday, 30 January 2013

Surah Naba k Fazail

Surah Naba k Fazail

Hazoor (PBUH) ka irshad hai k jis ne Surah Naba parhi, qayamat k din Allah Tahla usko sharab-e-tahur pilaye ga. Zahur k bad iski tilawat se bassarat mi izafa hota hai, jo shakhs baad Nimaz Asar isko prata rahey to Insh Allah is ki bassarat zail na ho ge.
Hazoor (PBUH) ne jab logon k samne qamayat ka tazkara kia tou wo ghabra kr aik doosray se poochnay lagay k yeh kia baat laye hain, is par yeh surah nazil hui, is mi munkrin-e-qayamat par hujat qayam ki gai aur moot k baad zindge k sabat kiya gaya hai, Jannat aur jahanam ka tazkaro hai aur Allah Tahla ki azeem nehmtoon ka bayan hai.

No comments:

Post a Comment