Nimaz Istikhara parhne ka sahi tareeqa-
Nimaz-e-Istikhara:-
Hadis sahi jis ko muslim k siva tamam Mohandseen ne Hazrat Jabir bin Abdullah (R.A) se rawait kia,farmaty hain k Rasool Allah(PBUH) hum ko tamam mamlaat mi Istikhara ki taleem farmaty jis tarah Quran ki Surat taleem farmaty thay, farmaya koi kisi amar ka qasad kry tou 2 rakat Nafil parhay phir Dua-e-Istikhara parhay, Mustahib yeh hay k is dua k awal aur akhir Darood Shareef parhay,Aik hadis mi hai k aye Anis! jab tu kisi kam ka qasad karay tou apne Rab se is mi 7 bar Istikhara kr phir nazar kr tere dil mi kia guzra, beshak is mi khair hai, baz musahikh se manqool hay k dua mazkor parh kr ba taharat Qibla roo so jai agar khawab mi safyeedi ya sabbzi (haryali) dikhai dy tou wo kam behtir hay agar sihai ya surkhai dikhai dy tou wo kam bura hy is se bachay jab tak aik taraf pukhta rai na ho Istikhara krta rhe,
Popular Posts
-
Darood-e-Tanjeena ki Fazeelat. Daroode-e-Tanjeena se murad wo darood shareef hy jis k parhne se har muskil aur muhim se nijat milti h...
-
Rizq mein Barkat aur Job k lie dua aur wazeefa Rizq mi Barkat ke liye Rizk k hasool aur mushkalat se nijat k liye Rizq aur muskal...
-
Lohe Qurani ki Fazeelat Lohe Qurani ko Ruk Ruk kr Aram se parhna chayee!! Is ko daikhne waloon ki tamam mushklian assan ho jain ge, Subh ...
-
Nimaz Istikhara parhne ka sahi tareeqa- Nimaz-e-Istikhara :- Hadis sahi jis ko muslim k siva tamam Mohandseen ne Hazrat Jabir bin Abdul...
-
Ya-Tawwab (Toba qabool krnewala):- Namaz-e-Chasht k baad jo shaks Ya-Tawwab 360 bar parhe ga usko sachi toba naseeb ho ge- : Ya-Muntaq...
-
Darood e Taj Darood-e-Taj in arabic and english Darood-e-taj Darood-e-Taj Darood-e-Taj k Fazail Click Here
-
Rizq mi barkat k liye behtreen amal. Yeh Waqiya aik Saudi naujwan ka hai, yeh apni zindagi se mutmain nahin tha, is ki salary sirf 4000 ...
-
Ramdan ul Mubarik k Dosray Ashray ki Dua, Ramadan 2nd Ashra Prayer. Ramadan ul Mubarik ka poora mahina ba-barkat hy, aur is ba-barkat mah...
Powered by Blogger.
No comments:
Post a Comment