A Blog about 99 Names of Allah, Asma ul Husna,Allah k Name ki Fazeelat,Darood Shareef, Nimaz k bad wazaif,Lohe Qurani.

Popular Posts

Powered by Blogger.

Wednesday, 30 January 2013

Surah Muzammil k Fazail

Fazail Surah Muzammil

Hazart Muhammad (PBUH) ne farmaya k jo shakhs is surah ko parhe ga, Allah Tahla usse duniya aur akhrat mi khush rakhy ga aur iske aflas ko dur kr dy ga, jis muskil k liye parhe ga wo mushkil asan ho jai ge.Hazoor (PBUH) ne farmaya jo skhaks is surah ko museebat ki halat mi parhe ga Allah iss se is ki museebat dur kr dy ga.

Ulmaa ka bayan hai k jo skahks Surah Muzammil ka hamesha wird rakhy ga wo khawab mi Hazoor (PBUH) ki ziarat se musharraf ho ga.

Surah Nooh k Fazail

Bahz al-hadees mi hai k Nabi Kareem (PBUH) qoom-e-nooh k Surah Nooh ko parhen ge aur nooh (A.S) ki sadaqat ki gawai dain ge.

No comments:

Post a Comment