Surah Kahf ki Fazeelat
Surh Kahf 15vein Pary k Adhy par Surh hoti hai, Is surat k parhne ki bhot se fazeelat ward hoi hai- Hazarat Abu Saeed (R.A) se rawait hain k Hazarat Muhammad (P.B.U.H) ne farmaya k jis ne Juma k din Surh Kahf parh li iss k liye dono jummo k dramyan Noor roshan rahe ga, yahni is ka dil munawar rhe ga. Ya yeh matlab hai k juma k din aik bar iss k parh lene se iss ki qabar mi baqadar aik hafta k roshni rhe gii. Agar koi har juma ko parh liya kare tou issy moat k baad b Noor he naseeb ho ga.
Hazarat Abo Darda'a (R.A) se rawait hai k Rasool-e-Akram (P.B.U.H) ney irshad farmaya k jis ne Surh Kahf ki awwal 3 Ayat parh lein woh Dajal k fitny se mahfooz rahy ga-
Download Surah Kahf pdf
Download and remember me in your prayers

No comments:
Post a Comment