A Blog about 99 Names of Allah, Asma ul Husna,Allah k Name ki Fazeelat,Darood Shareef, Nimaz k bad wazaif,Lohe Qurani.

Popular Posts

Powered by Blogger.

Monday, 13 June 2016

Dosray Ashray Ki Dua | Ramadan 2nd Ashray Ki Dua

Ramdan ul Mubarik k Dosray Ashray ki Dua,
Ramadan 2nd Ashra Prayer.
Ramadan ul Mubarik ka poora mahina ba-barkat hy, aur is ba-barkat maheeny mi ziada se ziada Allah se apni magfirat ki dua mangin, aur Asthfar karin, Yeh poora mahina rehmaton ka hai. Ramadan ka pehla ashra Rehmat ka hy, Aur ramadan ka dosra ashra Magfirat ka hy, So Ramazan ul mubarik k dosray ashray mi ziada se ziada Allah se magfirat ki dua karin, Apne gunaho ki toba karin aur apni bakhsish ki dua karin.
Ramadan k dosray ashray ki dua, dua of ramadan 2nd ashra, ramadan ki dua
Ramadan k Dosray Ashray ki Dua
Ramadan ul Mubarik 2nd Ashra Dua,
Tarjuma:- Mei Allah se tamam gunaho ki bakhsish mangta/ mangti hon, jo mera Rab hai aur ussi ki taraf rajooh krta/ krti hon.
Ramadan ul Mubarik k dosray ashray mi iss dua ko parhne ki bhot fazeelat hy.
Ramadan ul mubarik ka dosra ashra 11 Ramadan ul Mubarik se 20 Ramadan ul Mubarik tk hota hy.


No comments:

Post a Comment