Ya-Tawwab(Toba qabool krnewala):- Namaz-e-Chasht k baad jo shaks Ya-Tawwab 360 bar parhe ga usko sachi toba naseeb ho ge-
:
Ya-Muntaqim(Badla lene wala):- Agar dushmino ko razi krna ho tou Ya-Muntaqim 3 juma ki ratoon ko Nimaz-e-Isha k baad 100 bar parhay dushmin razi ya halak ho jai ga-
Ya-Afuw(Maaf krne wala):-Jo shakhs magfrit se mayus ho wo Ya-Afuw har nimaz k baad 100 bar parhay InshAllah khatima bil khair ho ga-bagir hisab jannat dakhil ho ga-
Ya-Raoof(Mehrban):- Agar kisi zalim ya hakim k pass jana ho ya zailm se haqq lena ho tou Ya-Raoof parta hua iske samne jaye kamyabi ho ge-
Ya-Mlik-ul-Mulk(Mulk ka Malik):-Nimaz-e-Fajar k baad jo shakhs 100 bar Ya-Mlik-ul-Mulk parh le tou nahoosat door ho ge,tou nagrri behisab aye ge,kisi ka muhtaj na ho ga-
No comments:
Post a Comment