Nimaz Istikhara parhne ka sahi tareeqa-
Nimaz-e-Istikhara:-
Hadis sahi jis ko muslim k siva tamam Mohandseen ne Hazrat Jabir bin Abdullah (R.A) se rawait kia,farmaty hain k Rasool Allah(PBUH) hum ko tamam mamlaat mi Istikhara ki taleem farmaty jis tarah Quran ki Surat taleem farmaty thay, farmaya koi kisi amar ka qasad kry tou 2 rakat Nafil parhay phir Dua-e-Istikhara parhay, Mustahib yeh hay k is dua k awal aur akhir Darood Shareef parhay,Aik hadis mi hai k aye Anis! jab tu kisi kam ka qasad karay tou apne Rab se is mi 7 bar Istikhara kr phir nazar kr tere dil mi kia guzra, beshak is mi khair hai, baz musahikh se manqool hay k dua mazkor parh kr ba taharat Qibla roo so jai agar khawab mi safyeedi ya sabbzi (haryali) dikhai dy tou wo kam behtir hay agar sihai ya surkhai dikhai dy tou wo kam bura hy is se bachay jab tak aik taraf pukhta rai na ho Istikhara krta rhe,
Popular Posts
-
Darood-e-Tanjeena ki Fazeelat. Daroode-e-Tanjeena se murad wo darood shareef hy jis k parhne se har muskil aur muhim se nijat milti h...
-
Rizq mein Barkat aur Job k lie dua aur wazeefa Rizq mi Barkat ke liye Rizk k hasool aur mushkalat se nijat k liye Rizq aur muskal...
-
Darood e Taj Darood-e-Taj in arabic and english Darood-e-taj Darood-e-Taj Darood-e-Taj k Fazail Click Here
-
Lohe Qurani ki Fazeelat Lohe Qurani ko Ruk Ruk kr Aram se parhna chayee!! Is ko daikhne waloon ki tamam mushklian assan ho jain ge, Subh ...
-
Ramdan ul Mubarik k Dosray Ashray ki Dua, Ramadan 2nd Ashra Prayer. Ramadan ul Mubarik ka poora mahina ba-barkat hy, aur is ba-barkat mah...
-
Al-Badei (Bagir zarea k paida krne wala):-Koi gham ya museebat ya ko muhmim darpaish ho tou 12 roz tak baad Nimaz-e-Isha Ya Badi ul aajabi ...
-
Surah Naba k Fazail Hazoor (PBUH) ka irshad hai k jis ne Surah Naba parhi, qayamat k din Allah Tahla us ko sharab-e-tahur pilaye ga ....
-
Ya-Muqtadir (Qudrat Wala):- Subh baidar hoty he Ya-Muqtadir parh liya kary tou din bhar k tamam kam achay aur asan ho jain gy ibadat ka sh...
-
Ash-Shaheed(Mojood): Yeh ism subh k waqt asmaan ki taraf mo kr k 21 martaba parha jaye tou olad naik kirdar aur pharhizgar ho jai. Agar wif...
-
Al-Muhyi(Zinda krne wala):- Azab-e-qabar se tahafiz k liye is ka wird har friday ko Nimaz-e-Juma k baad 100 martaba kr liya karin agar grif...
Powered by Blogger.
No comments:
Post a Comment