A Blog about 99 Names of Allah, Asma ul Husna,Allah k Name ki Fazeelat,Darood Shareef, Nimaz k bad wazaif,Lohe Qurani.

Popular Posts

Powered by Blogger.

Monday 4 July 2011


Al-Muhyi(Zinda krne wala):- Azab-e-qabar se tahafiz k liye is ka wird har friday ko Nimaz-e-Juma k baad 100 martaba kr liya karin agar griftari ya jail ka dar ho tou 7 roz tak har Nimaz k baad 100 martaba parhin-

Al-Mumit(Marne wala):- Bagir haisab jannat mi dakhlaa k liye har nimaz k baad seenay par hath rakh kr 7 martab parh kr apne greban mi dam kry buri adat choot jai ge ibadat ka shouq paida ho ga-
Al-Hayee(Zinda):- La-ilaj mareez k liye rozana 3000 martaba pani par dam kary aur wohi pani mareez ko pilaya jai, aam bimari mi cheeni k bartan mi gulab-o-mushik se 11 martaba likh kar pani se dho kr bimar ko pilaya jaye ya 21 martaba par kr mareez par dam karin-

Al-Qayyum(Khud zinda dosron ko zinda rakhney wala):- Takhseer-e-Qaloob k liye baad Nimaz-e-Fajar 500 Martaba unchi awaz mi Ya-Hayee Ya-Qayyum ka wird karin, har museebat mi yeh wazeefa karsaz hy-
Al-Wajid(Pane Wala):- Safai qalib aur noor iman k liye khane k doran har 1,2 luqmy k bad is ko parh liya jawy dil me wajad paida ho ga marfat ka maqam hasil ho ga-

No comments:

Post a Comment