A Blog about 99 Names of Allah, Asma ul Husna,Allah k Name ki Fazeelat,Darood Shareef, Nimaz k bad wazaif,Lohe Qurani.

Popular Posts

Powered by Blogger.

Monday 4 July 2011

Al-Wali(Dost):- Husan-n-amal ki toufiq k liye friday ki shaab mi 1000 martaba pahra jaye-Agar wife ya olad badqari ki taraf maiel ho tou un k samne 40 roz tak is ism ko parhaty rahin,InshAllah parsai aur phrazgari paida ho ge-

Al-Hameed(Tareef kiya hua):- Agar tabiat naki parr maiel na ho aur burai ki adat na choothi ho tou 40 din tak tanhai mi is ism ko parha jaye jald he ikhlaq achay ho jai gy-

Al-Muhsi(Gheerne wala):- Makhlook ki taskheer k liye hai, agar tabiat ibadat ki taraf maiel na hoti ho tou soty waqt apna hath seenay par rakh kr 7 martaba yeh ism parhay bhot jald ibdat-o-riazat ka shooq paida ho ga-Azab qabar ka khatra ho tou is se b mehfooz rhey ga agar friday k roz 1000 martaba parh lia kary tou behasab janat mi dakhil ho ga-

Al-Mubdi(Padaish ki ibtida krniwala):-Hamal zahir hone k baad jo shakhs apni B.V ya mehram k pait par hath rakh kr aik hafta tak 99 martaba yeh ism parh k dam krae ga tou hamal mehfooz ho ga aur agar hamal 9 mah se ziada ho jai tou b is k wird se jald larka paida ho ga-

Al-Mu'id(Dobara paida krne wala):- Bhool chook aur bimarai se shifa k liye is ka wird behad mujrib hay, agar koi shakhs gaib ho jai ya koi cheez gum ho jai tou ghar k sehan mi yeh ism 1000 martaba soty waqt parha jai aur gum shuda cheez ka tasawar kiya jai jald wapis aye ga ya khabir mil jai ge-

No comments:

Post a Comment